tu raag ban ja ,mai geet ban jau,
tu lori ban ja ,mai need ban jau,
tere mera mail hai aisa ,jaise chanda se taro ka,
phir pass kyu na aaye tu,dur rah ke kyu itna jalaye tu.....
...
har pal teri baat , har lamha tere sath,
din mai bhi tu hai , meri raate tere pass,
tu aash ban ja ,mai yaad ban jau,
tu hichki ban ja, mai payash ban jau,
tere mera mail hai aisa ,jise chanda se taro ka,
phir pass kyu na aaye tu,dur rah ke kyu itna jalaye tu......
likh raha hu mai, per tu hai yahi khai,
ek pal ke liye magar ,tu aa ja ab yahi,
tu mujhe sata, mai tujhe saatu,
tu ruth ke dekh , mai tujhe manu,

phir pass kyu na aaye tu,dur rah ke kyu itna jalaye tu........

ATUL KUMAR MISHRA (CHANCHAL)
No comments:
Post a Comment